domingo, 13 de marzo de 2011

Peeran-e-Peer Ghouse Azam Dastegeer Harzat Sayyedena Sheik Abdul Qadir Jillani Rahmatullah Alehi


Peeran-e-Peer Ghouse Azam Dastegeer Harzat Sayyedena Sheik Abdul Qadir Jillani Rahmatullah Alehi

1- Tareekh Weeladat wa Karamat

470 Hijri main Shab Jummah Ramzan Al Mubarak ki Chand raath ko App us Alam main Tashreef la hai.

App ke Meelad main Panch Karamat Zaher hoi. Phele ye ke us raath Hazur Tajdar-e-Madine Muhammad Mustafa Sallal Laho alehi wasalam apni Aal our Ashaba oru Aulia Sabqeen ko sath le kar bahot shadan wa farhan Hazrt Syed Abu Salikh Raddi talla Anho ke Khawab main Tashreef la kar Basharat di ke eh Abu Salikh Haq ne jo farzand tume atta kiya hai who Mubarak wa Masud hai. Ye Farzand Khuda ka MEHBOOB ho gha. Sare Walio ka SAR TAJ ho gha. PEGAMBRO main mere shan jo hai wese hi Walio main is ki ho gey.

Dusry ye ke is SHAB sare JILLAN main kahey larki nahi pedha hoi. Sab larke hi larke peda huwe jo GEYARA sooh they our sba ke sab Aulia-e-Kamal bane.

Tisry ye ke Hazur Pegambr-e-Khuda Sallal Laho ALehi Wasalam ne Nabio our Marsalo ki Arwah ke sath Abu Salikh R.A. ke Khawab main Tashreef la kar is ki basharat di ke ye farzand jo peda huwa hai. Mere UMMAT ke sare WALI in ke hukam main rahey gey. Hare k in ke Qadam ko apne Qahnde par Kabool karey gha jo is ka Kadam see inkar karey gha who WELAET KHO khar zaleel wa khawar ho jahye gha.

Choty ke Mah-e-Ramzan main Ghouse Azam R.A. din bhar har rooz Dhood nahi peety they.Jab tak IFTHAR KA WAKAT NA HO JATA THA. App ka ye hall phele din see hi hamesha raha . Itfahq ek Saal Matlah abar alud hone ki waja see Ramzan ka chand dikahey na diya logo ne is Shorat ki bina par GHOUSE AZAM R.A. ramzan ke dino main Dhood nahi pitey hai. App ki Maa ke pass ah kar pucha ke Ajj Ramzan hai ya Nahi? App ki Walda Majda ne Jawab diya kea bi tak ABDUL QADIR R.A ne dhood nahi piya hai . is see maloom huwa ke who din RAMZAN ka din tha. Phir dhusre makam see bi khabar ah gey ke wakey who RAMZAN hi ak din tha. Logo main is bath ka charcha ho geya tha ke Abu Salikh R.A. ka farzand Ramzan ke ehtram main din bhar dhoon nahi pitha hai. HARAT PEERAN-E-PEER R.A. ne apne ek QASEEDE ke ashar main bi beyan kiya hai ke

“Mere rohzee Gheware ke Ayam see hai”

Panchwi ye ke App Jab tolad huwe to app ke Khandey par Hazur Tajdar-e-Madina Sallal Laho alehi Wasalam ka kadam Mubarak ke Nishan jo App Sallal Laho alehi Wasalam nee Shab-e-Mehraj main rakha tha wazeya Toor par Mankash they.


!!!!SUBHAN ALLAH, MASHA ALLAH, ALLAHU AKBAR!!!!

IT WILLS CONTINUE INSHA ALLAH….

KHAIRUL RABUL ALAMEEN

KAMRAN NAZIR HANFI QADRI

2 comentarios: